Home bioessay HINDI ESSAY SARVPALLI RADHAKRISHNAN

HINDI ESSAY SARVPALLI RADHAKRISHNAN

768
0
SHARE

HINDI ESSAY SARVPALLI RADHAKRISHNAN

Namaskar pathak gan hmare es portal me swagat hai. Aap apna kimti samay mere liye nikale uske liye bahut bahut  dhanyawad. Aaj mai aplogon ke beech siksha jagat ke adbhut vaiktitw se parichay karwaenge Jo shikshavid, samaj sudharak, krantikari aur hamare desh ke rastyapati rahe. Ve hai Sarvpalli Radhakrishnan.

https://www.newsviralsk.com/

Dr. Radhakrishnan ka janm 5 September 1888 Telugu Brahman pariwar me hua. Vah bachpan ke aath varsh apne gawn me bitaye. Unhone Prarambhik shiksha 1896-1900 kishchyan mishnari sanstha se prapt kiya. Uske bad bellur se shiksha grahan liye aur phir age ki paday hetu Madras gaye. Vah darshan shashtra se MA liye.
Dr. Radhakrishnan Madras residency college me sahayak pradhyap ke roop me niyukt hue.
Ve bachapan se hi padne me hoshiyar the unhone apne lekhon ke madham se vishw ko shiksha ke prati jagroop liye. Unka shiksha me atut vishwas tha ve kahte the sampurn vishw ek vidyalay ke saman hai.
Dr Radhakrishnan bahumukhi pratibha ke vyakti the ve swatantrata sainani, vidwan, shikshavid aur adarsh shikshak the. Ve 13 may 1952 me hmare desh ke uprastrapti aur 13 may 1962 me hmare desh ke rastrapati pad par susobhit hue.
Sampurn deshme unke janm din ko shikshak diwas ke roop me manate hai.
Ve mahapurush 17 April 1972 ko 86 varsh ke umra me es dhara ko sada ke liye chhor gaye. Kintu aaj bhi vah adarsh shikshak yad kiye hate hai.
Yah laghu lekh kaisa laga  jaroor comment kare
Thanks a lot

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here